Kiss Qadar anokha hai raabta muhabbat ka,

Ticker

6/recent/ticker-posts

Kiss Qadar anokha hai raabta muhabbat ka,

Kiss Qadar anokha hai raabta muhabbat ka,

Kab na janay ho jaye mojza muhabbat ka,

Apni zaat sy b wo ajnabi sa lagta hy,

Jiss k sath ho jaye haadsa muhabbat ka,

Wo chala hi jata hy jis ny jana hota hy,

Lakh do chahay usko waasta muhabbat ka,

Zindgi mein jeenay ka aasra nahi rehta,

Jab kisi sy cheen jaye hosla muhabbat ka,

Doston sy agar tumhain muhabbat hy,

Doston ko mat dena mashwara muhabbat ka

Post a Comment

0 Comments