💔Hua Ishq Mere Nakaam To Kya Hua,
Hua Kissa Mera Tamaam To Kya Hua.
Pyar Ki Galiyan To Aaj Bhi Paak Hain
Hua Main Hi Badnaam To Kya Hua.
Meykhane Me To Main Bhi Gaya Tha
Naseeb Me Nahi Tha Jaam, To Kya Hua.
Roj Nikalti Hai Majnuon Ki Maiyyat
Hua Main Hi Sar-E-Aam To Kya Hua.
Dushman To Unke Bahut Hain “fazal”
Bas Likha Mera Hai Naam To Kya Hua.💔
Hua Kissa Mera Tamaam To Kya Hua.
Pyar Ki Galiyan To Aaj Bhi Paak Hain
Hua Main Hi Badnaam To Kya Hua.
Meykhane Me To Main Bhi Gaya Tha
Naseeb Me Nahi Tha Jaam, To Kya Hua.
Roj Nikalti Hai Majnuon Ki Maiyyat
Hua Main Hi Sar-E-Aam To Kya Hua.
Dushman To Unke Bahut Hain “fazal”
Bas Likha Mera Hai Naam To Kya Hua.💔
0 Comments